Zara si baat hai lekin, hidayat chhorh aaya hu,
Mai kagaz pai use likhkar, shikayt chhorh aaya hu,
Gazalkari karega tu, kabhi meri tarah ek din,
Tere aangan mai urdu ki muhbbat chhorh aaya hu.

(via safdarrizvi)

wah,,wah,,wah…
simply too beautiful….!!!

I’m good at loving books. I’m good at loving soft bed sheets. I’m good at loving coffees and teas. I am good at loving things that can’t love me back, that don’t have the power to leave. And maybe, that’s why I love them.

B.C. (via khadlja)

Badnam Zamane Main Mohabbat Nahen Karte,
Dil Waly Tu Dushman Se Bhi Nafrat Nahen Karte..!!
Ek Bar Jisy Chaha Sada Uss K Rahe Phir
Ham Log Amanat Main Khianat Nahen Karte..!!
Tanhai Main Karlete Hain Yaad Aansoo Baha Kar
Zahir Kabhi Ham Apni Ebadat Nahen Karte..!!
Waqt Aane Par Maaloom Yeh Ho Jaiy Ga Tum Ko
Ham Sirf Dekhawe Ki Mohabbat Nahen Karte..!!
Lekhte Hain FAQAT Ek Tumhare Liye Ghazlain,
Har Shakhs Pe ham Aise Enayat Nahen Karte.

We never heal from our memory. That is the reason why we write, and why we draw, and also why some of us die.نحن لا نشفى من ذاكرتنا. و لهذا نحن نكتب، و لهذا نحن نرسم، و لهذا يموت بعضنا أيضا